Thursday, February 5, 2009

salam Ay madinay kay Tajdar Tujay Ahlay imaan sallam kahtay hain

ay madinay kay tajdar tujay ahlay iymaan salam kehtay hain

tere ashiq tere dewanay janay jana salam kehtay hain

tere furket mein baykarar hain jo hijer taiba mein dil fagar hain jo

wo talab gar deed Ro Ro ker ay meri jaan(جاں) salam kehtay hain kehtay hain

jin ko dunia kay gum satatay hain Thookarain dar badar jo kahtay hain

gum naseebun kay chara gar tum ko wo parayshaan salam kehtay hai8n

ishq sarwar (saw) mein jo taraptay hain hazri kay lye tarastay hain

azanetaiba ke ass mein AAQA (SAW) wo pur armaan salam kehtay hain

Tere Roozay ki jaliyun k krein sari dunia say mere sarwar dein

kitnay khush bakht rooz ay ay ker tere mehmaan salam kehtay hain

Door Dunia k ranjogum ker do aur seenay mein apna gum bhar do

sub chashmane tar aata kar do jo muslimaan salam kehtay hain

No comments:

Post a Comment