Junaid Jamshid Naat Jalwa-e-Jana , Junaid Jamshid Naat Madina Madina Madina Madina Junaid Jamshid Naat Elahi Teri CHokhat Main
JALWA-E-JANA JALWA-E-JANA
MOLA YA SALLE WASALIM DAE MAN AABA DAN
AALA HABIBEKA KHARIAL KHALIQ-E-QULAINE
NA KOI AAP SA HOGA NA KOI AAP JESA THA
KOI YOUSAF SAY POOCHAY MUSTFA KA HUSAN KESA THA
ZAMIN-O-AASMAN MAIN KOI BE MISAAL NA MILLI
MOLA YA SALLE WASALIM DAE MAN AABA DAN
AALA HABIBEKA KHARIAL KHALIQ-E-QULAINE
DALIL-E-ZINDGI WO HAIN KAMAL-E-BANDGI WO HAIN
KOI BE DOOR HO US MAIN MERAJ-E-AADMI WO HAIN
WO HE TO DIN-O-DUNIAN HAIN JO BATAIN AAP NAY KAHIN
MOLA YA SALLE WASALIM DAE MAN AABA DAN
AALA HABIBEKA KHARIAL KHALIQ-E-QULAINE
JALWA-E-JANA JALWA-E-JANA
MOLA YA SALLE WASALIM DAE MAN AABA DAN
AALA HABIBEKA KHARIAL KHALIQ-E-QULAINE
RASOOLULLAH HABIBALLAH EMAM AL MURSALEEN
RASOOLULLAH HABIBALLAH EMAM AL MURSALEEN
KOI BE BAAT HO HAR HAQUM UN KA MOTBAR AASA
KAY UN KA HAN NAHI KEHNA BE HAI QURAN KAY JESA
HADEES-E-PAAK KEHLAI JO BATIAN AAP NAY KAHIN
MOLA YA SALLE WASALIM DAE MAN AABA DAN
AALA HABIBEKA KHARIAL KHALIQ-E-QULAINE
DAROOD UN PER SALAM UN PER YAHI KEHNA KHUDA KA HAI
KHUDA KAY BAAD JO HAI MARTBA SALEALLA KA HAI
WO HE SARDAAR-E-ALAM HAIN WO HE GHUM KHAR UMMAT HAIN
WO HR TO HASHAR KE MEDAAN MAIN SAB KE SHEFAAT HAIN
SHEFAAT KAY LIYA SAB KE NAZAR UN PER LAGI HO GHE
MOLA YA SALLE WASALIM DAE MAN AABA DAN
AALA HABIBEKA KHARIAL KHALIQ-E-QULAINE
JUNAID JAMSHID
MADINA MADINA MADINA MADINA
MUHAMMAD KA ROZA NAZAR AA RAHA HAI
BULANDI PE APNA NASEEB AA RAHA HAI
FARISHTON YE DAYDO PEGHAAM UN KO
KHABAR JA KE DEDO UN KO FARISHTON
KAY KHADIM TUMHARA SAEED AA RAHA HAI
KAY KHADIM TUMHARA SAEED AA RAHA HAI
MADINA MADINA MADINA MADINA
BARA LUTF DETA HAI NAAM-E-MADINA
WAFA TUM NA DEKHO GHAY HARGIZ KISSI MAIN
ZAMANA WO AASA KAREEB AA RHA HAI
HIFAZAR KARO APNE EMAAN-O-DIN KE
ZAMANA WO AASA AJEEB AA RHA HAI
MUHAMMAD KA ROZA NAZAR AA RAHA HAI
BULANDI PE APNA NASEEB AA RAHA HAI
FARISHTON YE DAYDO PEGHAAM UN KO
KHABAR JA KE DEDO UN KO FARISHTON
KAY KHADIM TUMHARA SAEED AA RAHA HAI
KAY KHADIM TUMHARA SAEED AA RAHA HAI
MADINA MADINA MADINA MADINA
BARA LUTF DETA HAI NAAM-E-MADINA
TUMHAIN KUCH KHABAR HAI KAHAN JA RAHA HON
RASOOL-E-KHUDA HAI WAHAN JA RAHA HAON
TUMHAIN KUCH KHABAR HAI MAIN KEYA PA RAHA HON
MUHABAT KA UN KE MAZA PA RAHA HON
CHALLO JA KAY RAHNA MADINAY ME AB TO
QAYAMAT KA MANZAR KAREEB AA RAHA HAI
FARISHTON YE DAYDO PEGHAAM UN KO
KHABAR JA KE DEDO UN KO FARISHTON
KAY KHADIM TUMHARA SAEED AA RAHA HAI
KAY KHADIM TUMHARA SAEED AA RAHA HAI
MADINA MADINA MADINA MADINA
BARA LUTF DETA HAI NAAM-E-MADINA
NIGAHON MAIN SULTANIAT HEACH HO GHE
JO PAAY GHA DIL MAIN PAYAM-E-MADINA
SAQOON-E-JAHAN TUM KAHAN DHOONDTAY HO
SAQOON-E-JAHAN HAI NIZAM-E-MADINA
MADINA MADINA MADINA MADINA
BARA LUTF DETA HAI NAAM-E-MADINA
Junaid Jamshid Naat Elahi Teri Chokhat Per
ELAHI TERI CHOKHAT PER BHEKARI BAN KAY AAYA HON
SARAPA FAKR HON EJZO NADAMAT SATH LAYA HON
BHEKARI WO KAY JIS KAY PAAS JHOLI HAI NA PAYALA HAI
BHEKARI WO JISSAY HIRS-O-HAWAS NAY MAAR DALA HAI
BATA-E-DIN-O-DANISH NAFS KAY HATHON SAY LUTWA KAR
SAKOON-E-QALB KE DOLAT HAWAS KE BHET CHARWA KAR
LUTA KAR SARI POONJHE GHAFLATON ESHA KE DALDAL MAIN
SAJARA LAY NAY AAYA HON QABAY KAY AANCHAL MAIN
GHUNAHON KE LIPAT SAY QAYANAT-E-QALB AFSURDA
ERADAY MUZMAHAL HIMMAT SHIKSTA HONSLAY MURDA
KAHAN SAY LAON TAKAT DIL KE SACHI TARJAMI KE
KAY KIS JHANJAAL MAIN GHUZRI HAIN GHARIAN ZINDGANI KE
KHOLASA YA KAY BAS JAL BHUN KAY APNI ROOH SIAHE PER
SARAPA FAKR BAN KAR APNI HALAT KE TABAHI SAY
TARAY DARBAAR MAIN LAYA HON APNI ABZABO HALI
TARI CHOKHAT KAY LAYAK HAR AMAL SAY HATH HAIN KHALI
YA TERA GHAR HAI TARAY MAHAR KA DARBAAR HAI MOLA
SARAPA NOOR HAI EK MOHABAT-E-ANWAAR HAI MOLA
TERI CHOKHAT KAY JO AADAB HAIN MIAN UN SAY KHALI HON
NAHI JIS KO SALIKA MANGNAY KA WO SAWALI HON
SUBAN GHAR DAY NADAMAT DIL KE NAKAS TARJUMANI PER
KHUDAYA RAHAM MARI IS ZUBAN-E- AZUBANI PER
YA AANKHAIN KHUSHK HAIN YA RAB INHAIN RONA NAHI AATA
SULAGTAY DAAGH HIAN DIL MAIN UNHAIN DHONA NAHI AATA
ELAHI TERI CHOKHAT PER BHEKARI BAN KAY AAYA HON
SARAPA FAKR HON EJZO NADAMAT SATH LAYA HON
SARAPA FAKR HON EJZO NADAMAT SATH LAYA HON
No comments:
Post a Comment