hum ko bhulana ya Rasool Allah
khabee tu sabz gumbed ka ujala hum bhee dekhain gay
humain bulwain gay aaqa madina hum bhee dekhain gay
derhek uthay ga yeh dill ya derekhna bhool jaye ga
dil bismill ka uss der per tamasha hum bhee dekhain gay
adab say haath banday unkay roozay per kharay hoongay
sunehri jaleeyun ka yun nazara hum bhe dekhain gay
barasti gumbed say tekrati hoonwi boondain
wahan per shaan say barish barasna hum bhee dekhain gay
der dolet say lotaya nahi jata koiee khali
wahan kherat ka batna khudaya hum bhee dekhain gay
guzaray raat din apne isse umeed per hum nay
kisi din tu jamal-e-rooye zeyba hum bhee dekhain gay
dam-e-rukhset kadam man bher kay hain mehsoos kertay hain
kisay hai ja kay lot anay ka yara hum bhee dekhain gay..
pohench jayen gay jiss din ay ujager unkay kadmoon mein
kisay kehtay hain janat ka nazara hum bhee
No comments:
Post a Comment