> Naat Sharif: August 2008

Naat sharif

Naat -e-Rasool
you can easily download naat from our site.
Pakistan and ALL world where muslim Live.
They always remain as one whenever people arrange
A Mafil e milad Most beautiful voice person
Came from Other place cities and Areas to listen these voices.
Study About islam..
mostly Countries are in world are islamic.
therefore A muslim part areas always study their topics.
it is Thanks to Allah that he bless us with holy Book That we can research about islam.

Thursday, August 21, 2008

نعت رسول مقبول naat online naats download























istkhara also available here.

اسلام و علیکم
تمام اہل ایمان کو ہما ری ٹیم کی طرف سے خوش آمدید
نعت رسول مقبول
آپ کی خدمت میں بہت ساری نعتیں بے کر حاضر ہہوہے ہیں

online naat listen online naats download naats
naats urdu naat naat sharif naat shareef madina naat pic pictures of naat
alhazrat quran
urdu naat website.urdu naat
watch free video naat click here

Monday, August 4, 2008

Download Naats View Also Complete Text Naat

mujay der pay pher bulana madni madeenay walay
maye ishq bhe pilana madni madeenay walay
aaqa tere jub kay deed ho gi
waheen mayri Eid ho gi
mayray khuwab main tum ana amdni madeenay walay
mujay der pher bulana ......
mayray sub azeez chotay
sub yaar bhi too ruthay
kaheen tum na rooth jana madni madeenay walay
mujay der pher bulana ....
mujay to ser khuru hona hai aaqa ki nighaahun mein
zamanay ka hai kyia naser bhala janay bura janay..

MDEENAY KO JAYEN
madeenay ko jayen yeh ji chahata hai
mukader banayen yeh jee chahata hai
jahan dono alam hain mehway tamanna
wahan ser jhukain yeh ji chahata hai
madeenay ki baatain muhammad ki seerut
sunay aur sunain yeh ji chahta hai
madeenay kay aaqa do alam kay mula
tere pass ayen yeh ji chahta hai
poohench jayen hashem jub hum madeenay
tu kudh kw na payen yeh ji chahta hai


KITNEE PURNOOR HASEEN HAI BAKHUDA AJJ KI RAAT
kitni purnoor haseen hai bakhuda ajj ki raat
zaray zaray ki nirali hai ada ajj ki raat
raaz ki batoon kay laik na thi qasid ki zuban
iss lye kudh hi kaha jo bhi kaha ajj ki raat
mein sidra say jatay howay tenha paya
poocho jibrael say sarkar kw kaysa paya
chal badal nay skun bher nay kushboo nay gul
jiss nay jo paya hai sarkar ka sedqa paya
jub saray bazam khabee naat sunai nazish
dad kay roop mein rehmet ka khazana paya
anay waloo yeh too batoo sher madeena kaysa hai
sar un kay kadmoo mein rekh ker jukh ker jeena kaysa hai
anay waloo yeh tu .......
gumbed-e- khazra kay sayee mein bath kay tum tu aye ho
uss sayee mein Rub kay agay sajda kerna kaysa hai
anay waloo yeh tu batoo....
dewanoo ankhoon say tumhari itna pooch tu laynay do
wakt duwa rozay per un kay ansoo bahana kaysa hai
dil ankhain aur rooh tumhari legti hai sayrab mujay
der pay unkay bath kay abay zam zam peena kaysa hai
wakt rukset dill ko apnay choor wahan tum aye ho
yeh batlou ishret unkay der say bicherna kaysa hai
ALLAH KARAM ALLAH KARAM ALLAH ALLAH
Allah karam Allah karam Allah Allah
hazir hain tere derbaar mein hum
dete hai sada yeh chashmay num
Allah karam Allah karam Allah Allah
jen Logoon pay hai inaam tera
inn logon mein Lekh de naam mera
mehsher mein reh jaye bharam
Allah karam Allah karam Allah Allah
Allah karam Allah Karam Allah Allah
hazer hain tere derbaar main hum
her saal talab fermaa mujko
her saal yeh sheher dekha mujko
her saal karoon mein tawaf haram
Allah karam Allah karam Allah Allah
hebet say her ik dil gum sum hai
her ankh nidamet say nam hai
her cheez pay hai ashkoon say rakam
Allah karam Allah karam Allah Allah
mere anay wali sub naaslain
tere gher ayeen tera gher dekhain tera der dekhain
asbaab hoon unkay aysay bahem
Allah karam Allah karam Allah Allah
SAYYED NAY KARBALA MAIN WADAY NIBHA DEYE HAIN
sayyad nay karbala mein waday nibha deyen hain
denay muhammadee kay gulshen khila deye hain
bolay hussen mula tere raza ki khater
aik aik ker kay mainay heeray loota deye hain
sayed nay ker bala main waday nibha deye hain
dene muhammdi kay gulshen khila deye hain
dene nabhi kay wari akbar nay bhi jawani
abaas nay bhi apnay baazoo kata deye hain
saayed nay kerbala main waday....
zenub kay baagh mein do phoul thay mehektay
zenub nay wo bhi dono rahay khuda deye hain
zuhra kay laal palay phoolun pay soonay walay
karbala kay khaak nay wo haye rula deye hain
syed nay karbala..............
ik bach gaya tha gencha uss ko bhi paish kerkay
sayyed nay jhar kay yun damman dekha deye hain
sayyad nay karbala .....................
deenay muhammdi .................
KAYISA LAGAY GA
dapaish ho taiba ka safar kaysa lagay ga
guzrain jo wahan shaam o sahar laysa lagay ga
bar bar dekhun mein sarkar ka jelwa
mil jaye duwa ker jo asar jo kaysa lagay ga
ay kaash madinay mein mujay moot yun aye
sarkar kay kadmun mein ho sar kaysa lagay ga
yun tu guzartay sabhi zendgi laken
darbar nabi mein ho basar kaysa lagay ga
taiba ki sadat tu yun patay hain hazaroon
murshed kay saath ho jo safar kaysa lagay ga
jes der per shahenshaaun nay damen pasaray
her saal wahan ajoun ager kaysa lagay ga
paye hai muner nay kaza der pay nabi kay
ajaye waten aisi khabar kaysa lagay ga
MAYRE DERKAN MEIN YA NABI
mere derkan mein ya nabi
meri sansoo mein ya nabi
koie guftgoo ho lab paytayra naam ay gaya hai
tera ziker kertay kertay yeh makam ay gaya hai
darmustafa ka manzer meri shasham ter kay ander
khabee subah agaya khabee sham agaya hai
yeh talab thi ambya ki Rukh mustafa ko dekhain
yeh namaz ka waseela inhain kaam agaya hai
do jahan ki naaimtun say tere der say jo bhi maanga
mere damen talab mein wo tamam ay gaya hai
wo jo pee kay shaikh balagal-u-la pukaray
mere dest natwaan mein wohi jaam aygaya hai
wo adeeb jiss nay mehsher mein bapa kyia mehsher
wo kahain gay aou dekho yeh gulam ay gaya hai
YA RUB MERE SOYEE HOIE TEKDEER JAGA DAY
ya rub mere soyee howi tekdeer jaga day
ankhain mujay dee hain tu madina bhee dekha day
sunnay ki jo kowet bukhshi hai Khudawand
phir Masjid Nabvi ki Azanien bhi suna day
hooroon ki na gulamoon ki na janat ki talab hai
madfan mera sarkar ki basti mein bana day
mudet say in hathoon say kerta hun duwain
un hathoon mein aub jali sunehri bhee thama day
muh mehsher mein mujko na chopana paray ya rub
mujko tere mehboob ki chadar thama day
isheret ko bhee aub khusbooye husneen ataa ker
jo lefz deye hain tu anhain naymaat aata ker